PAIGHAAM...................kuch ashaar

some nazms, ghazals and couplets....a few mine..others borrowed...some translated... just wanted to share some very beautiful interveavings...read on

My Photo
Name:
Location: Gurgaon, Haryana, India

Saturday, May 06, 2006

MAUSAM KAA JHAUNKAA......

kisi mausam ka jhaunka tha
jo is deewaar par latki hui tasveer tirchhi kar gaya hai
gaye sawaan mein ye deewarein yoon seeli nahin thi
na jaane is dafa kyun inmein seelan aa gayi hai
daraarein pad gaye hai aur seelan is tarha baithti hai
jaise khushk rukhsaaroon pe geele aansu chalte hain......

2 Comments:

Anonymous Anonymous said...

NAZM HAIN YA ..KISSE KA DILLE HAAL BAYAAN HAI..
NA JAANE KYUN PAAR KOI DIL KE CHAAK SIL RAHA HAI..
ZAKHMO KO YUN SEHLAOGE TO BHAR JAYENGE..
PAR TAB KYA KAROGE JAB YAADON KA DARD DE JAYENGE..

9:15 PM  
Anonymous Anonymous said...

use texture paint.... it will breath out the trapped moisture...

Prerna

4:42 PM  

Post a Comment

<< Home